• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / dhum Machati Rahti Hai Barish Kuchh Kuchh Kahti Hai

dhum Machati Rahti Hai Barish Kuchh Kuchh Kahti Hai

dua-ali

dhuum machati rahti hai barish kuchh kuchh kahti hai

giit sunati rahti hai barish kuchh kuchh kahti hai

sundar khvab dikhati hai jab bhi chhat par jaati huun

maang sajati rahti hai barish kuchh kuchh kahti hai

kya main koi bachchi huun kahti hai main achchhi huun

naaz uthati rahti hai barish kuchh kuchh kahti hai

mere badan se mas ho kar jazbon se bebas ho kar

saaz bajati rahti hai barish kuchh kuchh kahti hai

thande thande paani se bundon ki man-mani se

aag lagati rahti hai barish kuchh kuchh kahti hai

mere labon par hai ye ‘dua’ saath mire ho mera piya

jot jagati rahti hai barish kuchh kuchh kahti hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Women Poets

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Aaj Gum-Gashta KHayalat Ne Chaunkaya Hai

poet

dard Jun Shama Mile Hai Shab-E-Hijran Mujhko

firaq-gorakhpuri

Ghunche Ko Nasim Gudgudae Jaise

ahmad-rahi

dil Ke Sunsan Jaziron Ki Khabar Laega

Soz-E-Darun Ko Aankh Se Bahar Nikal Kar

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet