• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Dhire Dhire Sham Ka Aaankhon Mein Har Manzar Bujha

Dhire Dhire Sham Ka Aaankhon Mein Har Manzar Bujha

poet

dhire dhire shaam ka a.ankhon men har manzar bujha

ik diya raushan hua to ik diya andar bujha

vo to raushan qumqumon ke shahr men mahsur tha

saḳht hairat hai ki aisa aadmi kyuun kar bujha

is siyah-ḳhane men tujh ko jagna hai raat bhar

in sitaron ko na be-maqsad hatheli par bujha

zehn ki avargi ko bhi panahen chahiye

yuun na sham.on ko kisi dahliz par rakh kar bujha

aur bhi ghar the hava ki zad pe basti men ‘shafaq’

mere hi ghar ka diya tufan men akasr bujha

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

shah-naseer

Chashm Mein Kab Ashk Bhar Late Hain Hum

akhgar-mushtaq-raheem-aabadi

Junun-e-Ishq Ka Jo Kuchh Hua Anjam Kya Kahiye

haidar-ali-aatish

Aashna Gosh Se Us Gul Ke Sukhan Hai Kis Ka

saKHt Wahshi Hun Bila-Wajh Biphar Jata Hun

poet

Ba-Zahir Rang KHushbu Raushni Yak-Jaan Hote Hain

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet