• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Dhire Dhire Qabr Ke Andar Talak Pahunchaegi

Dhire Dhire Qabr Ke Andar Talak Pahunchaegi

dhire dhire qabr ke andar talak pahuncha.egi

ek din mujh ko miri ye hasraten kha ja.engi

bol collar chhoḌ den mere charaghon ki ai raat

varna jo pagal hava.en hain tiri pachhta.engi

aao apne mas.alon ko ḳhud hi suljhate hain ham

ye siyasi parTiyan aur hamen uljha.engi

beTiyon ko saans lene do khule mahaul men

varna ye bechariyan ghuT ghuT ke hi mar ja.engi

zindagani se hain jo shikve gile miT ja.enge

rahmaten allah ki jab nuur se nahla.engi

apni ḳhuddari ko bhi nilam main ne kar diya

mujh se ye majburiyan ab aur kya karva.engi

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Shish-Mahal Mein Do Pal Ko Mehman Hue the Hum

Ghar Mein Bechaini Ho to Agle Safar Ki Sochna

sahir-ludhianvi

Parbaton Ke Pedon Par Sham Ka Basera Hai

Ye Junun Ke Marke Itne Nahin Aasan Bhi

Hamare Dil Pe Jo zaKHmon Ka Bab Likkha Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet