• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Dhal Gai Raat Kahkashan Phir Bhi

Dhal Gai Raat Kahkashan Phir Bhi

poet

Dhal ga.i raat kahkashan phir bhi

tu nahin teri dastan phir bhi

umr guzri hai dasht-o-sahra men

ham ko lagti hai gulsitan phir bhi

chalte chalte gham-e-firaq ka tiir

rok leta hai ye kaman phir bhi

karb ki raat sho.ala-ru thi bahut

sub.h-dam gham ki dastan phir bhi

ab koi aag bhi nahin ‘aḳhtar’

tap raha hai mira makan phir bhi

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Mila Na Kaam Koi Umr-Bhar Junun Ke Siwa

ahmad-mahfuz

Uth Ja Ki Ab Ye Mauqa Hathon Se Ja Rahega

Kuchh Ab Ke Rasm-E-Jahan Ke KHilaf Karna Hai

poet

Jo Aashiq Ho Use Sahra Mein Chal Jaane Se Kya Nisbat

nasir-kazmi

dil dhadakne Ka Sabab Yaad Aaya

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet