• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / dhaDkan Mein Nihan Ishq Ke Aazar Se Pahle

dhaDkan Mein Nihan Ishq Ke Aazar Se Pahle

poet

dhaḌkan men nihan ishq ke azar se pahle

ik aur hasin gham hai gham-e-yar se pahle

fitrat ki tamanna ka jo darpan hain vo naghme

gaati hain hava.en dil-e-fankar se pahle

mausam ne to badal ke abhi bandhe hain ghunghru

dil jhuum uTha hai mira jhankar se pahle

ham apne ḳhayalon men the kuchh bhi nahin samjhe

maujon men to halchal si thi manjdhar se pahle

socha hi tha sajde men jhuken ḳhud miri ankhen

irfan-e-ḳhuda ho gaya didar se pahle

gar aap ko tariḳh samajhni hai hamari

shaḳh-e-gul-e-tar dekhiye talvar se pahle

badal bhi banane ka hunar siikh lo ‘asrar’

sahra bhi milega rah-e-dil-dar se pahle

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Kaun Deta Raha Sahra Mein Sada Meri Tarah

poet

Ishq Mein Gul Ke Jo Nalan Bulbul-E-Ghamnak Hai

kaifi-azmi

Aawara Sajde

aftab-iqbal-shamim

Ye Jo Thahra Hua Manzar Hai Badalta Hi Nahin

afsar-mahpuri

Kya Bataen Haal-e-dil Unki Shanasai Ke Baad

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet