• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Nazm / deta Hun dil Jise Wo Kahin Bewafa Na Ho

deta Hun dil Jise Wo Kahin Bewafa Na Ho

poet

deta huun dil jise vo kahin bevafa na ho

ye ishq mere vaste shayad qaza na ho

duur apne dar se tum na karo ai sanam use

jis ko zara jahan men kahin aasra na ho

rahat se mujh ko niind to aai mazar men

pahlu ko mere chiir ke dil chal basa na ho

marne ke baad bhi yahi dhadka raha kya

mil kar saba se khaak hamari hava na ho

shikva karun to yaar ka pur-khauf hai yahi

nazuk mizaj hai vo ye sun kar khafa na ho

parde se dil ke baat jo karta hai mujhe se ab

aata hai ye khayal kahin khud khuda na ho

rangat hai zard rukh ki to khushki labon par hai

asar ishq ke hain kahin dil laga na ho

mar jaun ai ‘jamila’ agar ishq-e-ghaus men

mumkin nahin ki khak-e-lahad kimiya na ho

Filed Under: Nazm Tagged With: Women Poets

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Gali Kuchon Mein Jab Sab Jal-Bujha Aahista Aahista

poet

Tarwar Khinch Hum Ko Dikhate Ho Jab Na Tab

Sufi

Kuchh Ajab Ye Bargah-e-Ishq Ka dastur Hai

Wo Aalam Tishnagi Ka Hai Safar Aasan Nahin Lagta

poet

Dhund Ka Aankhon Par Hoga Parda Ek Din

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 ยท Urdu Poet