• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Dekhen Qarib Se Bhi to Achchha Dikhai De

Dekhen Qarib Se Bhi to Achchha Dikhai De

dekhen qarib se bhi to achchha dikha.i de

ik aadmi to shahr men aisa dikha.i de

ab bhiik mangne ke tariqe badal ga.e

lazim nahin ki haath men kaasa dikha.i de

neze pe rakh ke aur mira sar buland kar

duniya ko ik charagh to jalta dikha.i de

dil men tire ḳhayal ki banti hai ik dhanak

suraj sa a.ine se guzarta dikha.i de

chal zindagi ki jot jaga.e ajab nahin

lashon ke darmiyan koi rasta dikha.i de

kya kam hai ki vajud ke sannaTe men ‘zafar’

ik dard ki sada hai ki zinda dikha.i de

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

jigar-moradabadi

Gandhi-Ji Ki Yaad Mein!

asrarul-haq-majaz

Sine Mein Un Ke Jalwe Chhupae Hue To Hain

ahmad-ali-barqi-azmi

Nazar Bacha Ke Wo Humse Guzar Gae Chup-Chap

KHud Ki KHatir Na Zamane Ke Liye Zinda Hun

Faza Mein Zulf Ke Jadu Agar Bikhar Jate

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet