• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Dekhe to Tamaddun Ka Banna Koi Urdu Mein

Dekhe to Tamaddun Ka Banna Koi Urdu Mein

dekhe to tamaddun ka banna koi urdu men

begana mizajon ki hai dosti urdu men

alfaz na.e Dhale kya kya na.i urdu men

raa.ij mutabadil hain jin ke ka.i urdu men

hai qaid ilaqe ki maz.hab ki na millat ki

milte hain dil-o-jan ke rishte ka.i urdu men

zholida-bayan vo hain pechida zaban un ki

ik shart safa.i ki bas rah ga.i urdu men

hai tarjume ke bal par ye dam-zaban-dani

ik kavish-e-be-danish phir phans ga.i urdu men

ab shayad isi surat kuchh baat bane un ki

sochi thi jo english men tahrir ki urdu men

ye un ki nigarish hai ya dusron ki utran

ye saari baḌi baten hain kaun si urdu men

dekhi jo miri uchkan vo shoḳh pukar uTTha

jachne lage sarkar ab apni na.i urdu men

kya ḳhuub hi jachti hai in mashriqi kapḌon men

angrezi men ye kya thi kya ho ga.i urdu men

shikva na shikayat hai pechida bayani ki

kyuun talḳh ye lahja hai kahiye bha.i urdu men

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

afzal-naved

Khaali Hua Gilas Nasha Sar Mein Aa Gaya

faiz-ahmad-faiz

Jaise Ham-Bazm Hain Phir Yar-E-Tarah-dar Se Hum

shahnaz-nabi

Nizam-E-Shamsi

poet

Har kaDe Waqt Pe Aaina Dikhaya Hai Mujhe

poet

Meri Taklif Aasabi Kahan Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet