• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Dekhe Hain Jo Gham Dil Se Bhulae Nahin Jate

Dekhe Hain Jo Gham Dil Se Bhulae Nahin Jate

dekhe hain jo gham dil se bhula.e nahin jaate

ik umr hui yaad ke saa.e nahin jaate

ashkon se ḳhabar-dar ki a.ankhon se na niklen

gir jaa.en ye moti to uTha.e nahin jaate

har jumbish-e-daman-e-junun jan-e-adab hai

is raah men adab sikha.e nahin jaate

ham bhi shab-e-gesu ke ujalon men rahe hain

kya kijiye din pher ke laa.e nahin jaate

shikva nahin samjha.e koi charagaron ko

kuchh zaḳhm hain aise ki dikha.e nahin jaate

ai dast-e-jafa sar hain ye arbab-e-vafa ke

kaT jaa.en to kaT jaa.en jhuka.e nahin jaate

ai ‘hosh’ gham-e-dil ke charaghon ki hai kya baat

ik baar jala do to bujha.e nahin jaate

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Sadaqat Ki Yahan Girti Hui Diwar Dekhi Hai

noon-meem-rashid

Ittifaqat

Phir surKH Phul Shahr Ke peDon Mein Aa Gae

Masafaton Mein Dhup Aur Chhanw Ka Sawal Kya

Maujib-E-Rang-E-Chaman KHun-E-Shahidan Nikla

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet