• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Dekha Hai Ek Nazar Unhen Anjam Jo Bhi Ho

Dekha Hai Ek Nazar Unhen Anjam Jo Bhi Ho

dekha hai ik nazar unhen anjam jo bhi ho

qismat men apni ai dil-e-nakam jo bhi ho

meri nazar pe saara zamana hai mo’tariz

lekin vo ik ada hai lab-e-bam jo bhi ho

imkan phir riha.i ki karta hai koshishen

murgh-e-bala-nasib tah-e-dam jo bhi ho

kuchh in-o-an ko daḳhl nahin rah-e-ishq men

ab un ka mere vaste paigham jo bhi ho

ankhon men vaqt-e-did kuchh aansu zarur the

ham par ab is ke vaste ilzam jo bhi ho

kahta hai dil ki baat magar apne sher men

qismat ka maara ‘asi’-e-gumnam jo bhi ho

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Harf-E-Be-Matlab Ki Maine Kis Qadar Tafsir Ki

chhoDen Ana Ko Hum to Teri Justuju Karen

Ishq Ka Pahla Bab Chal Raha Hai

KHair Se Ab Hai Wahan Aap Ka Bimar Ki Bas

Shikayat Karen Kya Shikayat Se Kya Ho

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet