• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Dekh Kar Mai Munh Mein Pani shaiKH Ke Bhar Aaega

Dekh Kar Mai Munh Mein Pani shaiKH Ke Bhar Aaega

poet

dekh kar mai munh men paani shaiḳh ke bhar aa.ega

chiiz achchhi dekhega muflis ka ji lalcha.ega

sho.ala bhaḌka kar rahegi ye dabi aag ek din

gar vo ThanDi garmiyon se dil mira sulga.ega

kakul-e-purpech se hasil hua ye mu-ba-mu

haath ko jo khinch lega paanv ko phaila.ega

zabt-e-girya se hai nuqsan qasr-e-tan ke vaste

baiTh hi ja.ega ghar paani agar mar ja.ega

chashm-e-baddur aankh aisi hai nashili yaar ki

mohtasib ke munh men paani dekh kar bhar aa.ega

ishva chalaki karishma naaz ghamza yaar ka

garche hai qahr-e-ḳhuda par dil ko mere bha.ega

le chali gar vahshat-e-dil janib-e-sahra ‘vaqar’

ranj-o-hirman paanv dar par yaar ke phaila.ega

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

wali-mohammad-wali

Mushtaq Hain Ushshaq Teri Banki Ada Ke

Abhi Diwangi Mein Kuchh Kami Mahsus Hoti Hai

aal-e-ahmad-suroor

Hum Na Is Toli Mein The Yaro Na Us Toli Mein The

duniya Mein Suragh-E-Rah-E-duniya Nahin Milta

abdul-aziz-khalid

Main Baat Kaun Se Pairaya-e-Bayan Mein Karun

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet