• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / dekh Kar Kurti Gale Mein Sabz dhani Aap Ki

dekh Kar Kurti Gale Mein Sabz dhani Aap Ki

nazeer-akbarabadi

dekh kar kurti gale men sabz dhani aap ki

dhaan ke bhi khet ne ab aan maani aap ki

kya taajjub hai agar dekhe to murda ji uthe

chain nefe ki dhalak pedu pe aani aap ki

ham to kya hain dil farishte ka bhi kafir chhin le

tuk jhalak dikhla ke phir angiya chhupani aap ki

aa pade do sau baras ke murda-be-e-jan men jaan

jis ke uupar do ghadi ho mehrbani aap ki

chhalle ghairon paas to vo khatam-e-zar ai nigar

hai hamare paas bhi ab tak nishani aap ki

vaqt to jaata raha par baat baaqi rah gai

hai ye jhuti dosti ab ham ne jaani aap ki

kya ajab surat raqib-e-ru-siyah ki dekh kar

khauf se halat hui ho paani paani aap ki

ek aalam kohkan ki tarah sar phodega ab

gar isi surat rahi shirin-zabani aap ki

kya hamen lagti hai pyari jab vo kahti hai ‘nazir’

hai miyan kuchh in dinon na-mehrbani aap ki

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

haidar-ali-aatish

Is Shash-Jihat Mein Khub Teri Justuju Karen

Zamin Apne Hi Mehwar Se haT Rahi Hogi

kanTe Ko Phul Sang Ko Gauhar Kaha Gaya

kishwar-naheed

Wida Karta Hai dil Satwat-E-Rag-E-Jaan Ko

Na Dil Dimagh Ka isMein Qusur Hota Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet