• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Dekh Bhaal Kar Sambhal Sambhal Kar Aate Hain

Dekh Bhaal Kar Sambhal Sambhal Kar Aate Hain

dekh bhaal kar sambhal sambhal kar aate hain

ham tak chehre umr badal kar aate hain

jame hain jo chehre ankhon ki koron pe

aao un ko giit ghazal kar aate hain

jab kirnen paani pe dastak deti hain

lahron pe girdab uchhal kar aate hain

tum jaise ham lagne lagenge Thahro to

ham bhi apna ḳhuun badal kar aate hain

gulshan se mujh tak aane men hava ke haath

jaane kitne phuul masal kar aate hain

‘fani’ jaise kuchh chehre bazaron men

apni ana har roz nigal kar aate hain

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Ahl-E-Dil Jo Bhi Baat Kahte Hain

poet

Jis Ne Aadam Ke Tain Jaan baKHsha

Maulana Rumi

Man Az Aalam Tura Tanha Guzinam

afroz-alam

Guzre Lamhat Ka Ehsas Hua Jata Hai

khumar-barabankavi

Tu Chahiye Na Teri Wafa Chahiye Mujhe

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet