• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / De Sanam Hukm Tu Dar Par Tere Hazir Ho Kar

De Sanam Hukm Tu Dar Par Tere Hazir Ho Kar

de sanam hukm tu dar par tire hazir ho kar

paḌ rahe koi musalman bhi kafir ho kar

chuTkiyan lene ko bas rah chuke pinhan dil men

kabhi pahlu men bhi aa baiThiye zahir ho kar

jab.ha-sa.i ka irada ho to pahuncha dega

dar tak us but ke ḳhuda hafiz-o-nasir ho kar

ghair kyon ham ko uThata hai tiri mahfil se

aap uTh ja.enge barḳhast-ḳhatir ho kar

DhunDte rah ga.e pahlu hi ta.ajjub hai ‘jalal’

hal-e-dil us ne na tum kah sake sha.ir ho kar

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

parveen-shakir

Gulab Hath Mein Ho Aankh Mein Sitara Ho

parveen-shakir

Jaga Sake Na Tere Lab Lakir Aisi Thi

poet

Aan Se Zalim Ka Imtihan Aur Main

poet

Irfan-O-Agahi Ke Saza-War Hum Hue

Zauq-E-Numu Ko Manzil-E-Dost Mein Aa Ke Bhul Ja

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet