• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Dayar-E-Ghair Se Ho Kar Dayar-E-Yar Jaega

Dayar-E-Ghair Se Ho Kar Dayar-E-Yar Jaega

dayar-e-ghair se ho kar dayar-e-yar ja.ega

jahan se jab bhi koi sahab-e-kirdar ja.ega

nafi ki kaj-ada.i men nihan isbat ka aalam

jahan iqrar na pahuncha vahan inkar ja.ega

bina soche bina samjhe ye andhe saath ho lenge

kahin se to hamara qafila-salar ja.ega

ḳhudi ke par nikal aa.en jo is mad.hosh insan men

to ye shahkar qudrat ka ufuq ke paar ja.ega

faqat aslaf ke kirdar par apna amal ho to

kisi dushman ka bhi ho vaar vo be-kar ja.ega

ḳhuda se baḳhshva dega kisi ka ek hi aansu

kisi ka umr bhar rona vahan be-kar ja.ega

bhale anjam jo bhi ho vahan bolunga main ‘anjum’

jahan ḳhamosh rahne se mira kirdar ja.ega

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

afzal-ahmad-syed

Agar Tum Tak Meri Aawaz Nahin Pahunch Rahi Hai

Koi Bhi Nahin Shahr Mein Jab Zat Ke Bahar

Kam Na Tha Us Gali Ke Bhulane Ka Gham

Tere Badan Ki Dhup Se Mahrum Kab Hua

sheikh-ibrahim-zauq

Maza Tha Hum Ko Jo Laila Se du-Ba-du Karte

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet