• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Daulat-E-Harf-O-Bayan Sath Liye Phirte Hain

Daulat-E-Harf-O-Bayan Sath Liye Phirte Hain

daulat-e-harf-o-bayan saath liye phirte hain

ham mohabbat ka jahan saath liye phirte hain

ik tabassum pe na jaana ki tire divane

gham ka ik koh-e-giran saath liye phirte hain

jis pe ik saans ki takrar se baal aa jaa.e

ham vo shishe ka makan saath liye phirte hain

andhiyan us ko bujhane ke liye hain betab

ham jo ye mish.al-e-jan saath liye phirte hain

dasht-e-ghurbat men buzurgon ki dua hai hamrah

saya-e-abr-e-ravan saath liye phirte hain

sang-e-dar se jo tire surat-e-saughat mila

raushni ka vo nishan saath liye phirte hain

ham ne dekha to nahin sirf suna hai ki ‘sarosh’

aj-kal sarv-e-ravan saath liye phirte hain

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Kafir-E-Ishq Ko Kya Se Kya Kar Diya

Fursat-E-Hijr Mein Kuchh Kar-E-Tamasha Hi Sahi

Jo Fan Se Fikr Ki Tadbir Guftugu Karegi

Na jhaTko Zulf Se Pani Ye Moti TuT Jaenge

Lahu Mein Rang Lahrane Lage Hain

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet