• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / dasne Lage Hain Khwab Magar Kis Se Boliye

dasne Lage Hain Khwab Magar Kis Se Boliye

parveen-shakir

dasne lage hain khvab magar kis se boliye

main janti thi paal rahi huun sanpoliye

bas ye hua ki us ne takalluf se baat ki

aur ham ne rote rote dupatte bhigo liye

palkon pe kachchi nindon ka ras phailta ho jab

aise men aankh dhuup ke rukh kaise kholiye

teri barhana-pai ke dukh bantte hue

ham ne khud apne paanv men kante chubho liye

main tera naam le ke tazabzub men pad gai

sab log apne apne azizon ko ro liye

khush-bu kahin na jaae pa israr hai bahut

aur ye bhi aarzu ki zara zulf kholiye

tasvir jab nai hai naya canvas bhi hai

phir tashtari men rang purane na gholiye

Filed Under: Ghazal Tagged With: Top Rated Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

nusrat-mehdi

Sab Kuchh Hai Ayan Phir Bhi Hai Parda Mere Aage

Dhire Dhire Dhalte Suraj Ka Safar Mera Bhi Hai

poet

Husn Ki Har Ada Pe Marta Hun

Ek suKHan Ko Bhul Kar Ek Kalam Tha Zarur

ahmad-javed

Nihaal-e-Wasl Nahin Sang-Bar Karne Ko

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet