• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Nazm / dasht-E-Wafa

dasht-E-Wafa

ahmad-nadeem-qasmi

dost kahte hain tire dasht-e-vafa men kaise

itni khushbu hai mahakta ho gulistan jaise

go badi chiiz hai ghamkhavari-e-arbab-e-vafa

kitne be-gana-e-ain-e-vafa hain ye log

zakhm-dar-zakhm mohabbat ke chaman-zar men bhi

faqat ik ghuncha-e-mantiq ke gada hain ye log

main unhen gulshan-e-ehsas dikhaun kaise

jin ki parvaz-e-basirat par-e-bulbul tak hai

vo na dekhenge kabhi had-e-nazar se aage

aur miri hadd-e-nazar hadd-e-takhayyul tak hai

dil ke bhedon ko bhi mantiq men jo uljhate hain

yuun samajh len ki babulon men bhi phuul aate hain

Filed Under: Nazm Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Gungunati Hui Aawaz Kahan Se Laun

Nigah-O-Dil Se Guzri Dastan Tak Baat Ja Pahunchi

meer-hasan

Aaj dil Be-Qarar Hai Kya Hai

faiz-ahmad-faiz

Ashgabad Ki Sham

Hum Ji Rahe Hain Koi Bahana Kiye Baghair

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet