• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Dasht Aise Gulshan Mein Gul Pe Gul Khilane Ki Har Ada Mubarak Ho

Dasht Aise Gulshan Mein Gul Pe Gul Khilane Ki Har Ada Mubarak Ho

dasht aise gulshan men gul pe gul khilane ki har ada mubarak ho

nannhe-munhe ghunchon se ḳhud-kushi karane ka mashghala mubarak ho

par-burida bulbul ne jis jagah bhi tinkon se ghonsle bana.e the

vo chaman jalane ko ab bhi tere hathon men sa.iqa mubarak ho

tu ne jin becharon ke kam-sinon ki lashon par pa-e-taḳht rakkhe hain

un ke jism-e-uryan par tere jabr-e-be-ja ka dabdaba mubarak ho

ḳhuun baha chuka ab tak to javan parindon ka chaaT lag chuki tujh ko

ab se shir-ḳhvaron ke taaza ḳhun-e-arzan ka za.iqa mubarak ho

sufiyon buzurgon ne naqsh-e-pa jo chhoḌe the sab miTa diye tu ne

vaqt ke darinde ab kusht-o-ḳhun ka ik ik rasta mubarak ho

jabr-e-mujrimana se tu chaman pe qabiz hai ab bhi tasfiya kar le

varna gulsitan tera kal jahan ke naqshe par sar kaTa mubarak ho

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Di Gawahi Lahu Ki Dhaaron Ne

Itna Hai Zindagi Ka Talluq KHushi Ke Sath

Asrar-E-Ishq Hai Dil-E-Muztar Liye Hue

munawwar-rana

Khud Apne Hi Hathon Ka Likha Kat Raha Hun

Ki KHud Insan Dhalta Ja Raha Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet