• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / dard Sine Mein Kahin Chikh Raha Ho Jaise

dard Sine Mein Kahin Chikh Raha Ho Jaise

syeda-nafis-bano-shama

dard siine men kahin chikh raha ho jaise

teri janib se koi tiir chala ho jaise

mere ashkon ke samundar men koi taj-mahal

dhire dhire se kahin duub raha ho jaise

umr guzri magar ehsas yahi rahta hai

vo abhi uth ke mire ghar se gaya ho jaise

tere har nashtari jumle bhi lage hain pyare

tere dushnam ki tasir juda ho jaise

shama ki lau ne ab sar ko jhukaya aisa

jalte rahna bhi mira meri khata ho jaise

Filed Under: Ghazal Tagged With: Women Poets

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Har Ek Chiz Mayassar Siwae Bosa Hai

Ja Ke Suraj Se Mila Din Mein Bhi Ghar Se Nikla

Sufi

Manam Gada Wa Tui Baadshah-e-Banda-Nawaz

Fasad-E-Qalb-O-Nazar Hasil-E-Tamasha Dekh

Ek Din Tamam Farz Ada Kar Diye Gae

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet