• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Dard Jab Sher Mein Dhal Jate Hain

Dard Jab Sher Mein Dhal Jate Hain

poet

dard jab sher men Dhal jaate hain

lafz mafhum badal jaate hain

ghar men aate hain bahut raat ga.e

munh andhere hi nikal jaate hain

sab ko ehsas kahan hai ki sabhi

kuchh-na-kuchh roz badal jaate hain

vahi dariya hain ki jin ke raste

bahr ki samt nikal jaate hain

sirf sahra hi pe ilzam hai kyuun

phuul gulshan men bhi jal jaate hain

log chalte hain ‘munavvar’ kis samt

aur kis samt nikal jaate hain

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Aankhon Se Pare Nind Ki Raftar Mein Rahna

Jo Qissa-Go Ne Sunaya Wahi Suna Gaya Hai

Nahin Rahoge to Kuchh Nibhana Nahin paDega

poet

Basiraton Ka Nazar Ehtiram Karti Hai

miT Nahin Sakta Qayamat Tak Nishan-E-Arzu

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 ยท Urdu Poet