• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Ek Be-Nam Si Khoj Hai dil Ko Jis Ke Asar Mein Rahte Hain

Ek Be-Nam Si Khoj Hai dil Ko Jis Ke Asar Mein Rahte Hain

shabnam-shakeel

ik be-nam si khoj hai dil ko jis ke asar men rahte hain

ham kaghaz ki naav bana kar roz safar men rahte hain

hone aur na hone ka ik barzakh hai ham jis men hain

jis men shaam ghuli rahti hai aisi sahar men rahte hain

apna to ab is duniya se kuchh aisa hi naata hai

jaise niind men chalne vaale khvab-nagar men rahte hain

pasti aur bulandi kya ab apne khvab hayule bhi

gard ki surat udte hain aur rahguzar men rahte hain

nind-nagar men ja kar huur se pahron baten hoti hain

kaise kaise khvab mire divar-o-dar men rahte hain

ek hava ke jhonke hi se laraz gae hain bam-o-dar

‘shabnam’ aaise lagta hai ham ret ke ghar men rahte hain

Filed Under: Ghazal Tagged With: Women Poets

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

KHwab Ko KHushnuma Banate Hue

Main Ham-Nafasan Jism Hun Wo Jaan Ki Tarah Tha

Hujra-E-KHwab Se Bahar Nikla

gulzar

Kanch Ke Pichhe Chand Bhi Tha Aur Kanch Ke Upar Kai Bhi

Tazin-E-Bazm-E-Gham Ke Liye Koi Shai to Ho

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet