• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Dard Ho Dil Mein to Dawa Kije

Dard Ho Dil Mein to Dawa Kije

dard ho dil men to dava kiije

aur jo dil hi na ho to kya kiije

gham men kuchh gham ka mashghala kiije

dard ki dard se dava kiije

aap aur ahd-e-pur-vafa kiije

tauba tauba ḳhuda ḳhuda kiije

dekhta huun jo hashr ke asar

apne tevar mulahiza kiije

nazar-e-iltifat ban ga.i maut

miri qismat ko aap kya kiije

dekhiye maqtaza-e-hal-e-mariz

ab dava chhoḌiye dava kiije

chaar din ki hayat men ‘manzar’

kyuun kisi se bhi dil bura kiije

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

meer-hasan

Jald Husn-O-Jamal Jata Hai

Har Ek Ghar Ka Daricha Khula Hai Mere Liye

Aaiye Ro Len Kahin Rone Se Chain Aa Jaega

Main KHushamad Ke Saeban Mein Tha

Ajab Nahin Kabhi Naghma Bane Fughan Meri

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet