• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Dar TuTne Lage Kabhi Diwar Gir paDe

Dar TuTne Lage Kabhi Diwar Gir paDe

dar TuTne lage kabhi divar gir paḌe

har roz mere sar pe ye talvar gir paḌe

itna bhi inhisar mire saa.e par na kar

kya jaane kab ye mom ki divar gir paḌe

sansen bichha ke so.uun ki dast-e-nasim se

shayad kisi ke jism ki mahkar gir paḌe

Thahre to sa.eban hava ne uḌa diye

chalne lage to raah ke ashjar gir paḌe

har zaviye pe soch men ubhre vahi badan

har da.ere pe haath se parkar gir paḌe

‘az.har’ ye lamha lamha sulagna azaab hai

mujh par jo barq girni hai ik baar gir paḌe

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Hijr Hun Pura Hijr Hun Ishq Visal Kare

gulzar

Faza

Aag Nafrat Ki Bujhane Ke Liye Kafi Hun

poet

Har Gham Pe Aaj-Kal Hai KHushi Ka Guman Mujhe

Chand Lamhon Ke Liye Ek Mulaqat Rahi

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet