• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Insan Hain Haiwan Yahan Bhi Hai Wahan Bhi

Insan Hain Haiwan Yahan Bhi Hai Wahan Bhi

nida-fazli

insan hain haivan yahan bhi hai vahan bhi

allah nigahban yahan bhi hai vahan bhi

khun-khvar darindon ke faqat naam alag hain

har shahr bayaban yahan bhi hai vahan bhi

hindu bhi sukun se hai musalman bhi sukun se

insan pareshan yahan bhi hai vahan bhi

rahman ki rahmat ho ki bhagvan ki murat

har khel ka maidan yahan bhi hai vahan bhi

uthta hai dil-o-jan se dhuan donon taraf hi

ye ‘mir’ ka divan yahan bhi hai vahan bhi

Filed Under: Ghazal Tagged With: Top Rated Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

adil-hayat

Sukun-e-dil Fana Hai Aur Main Hun

Shahr-E-Na-Pursan Mein Kuchh Apna Pata Milta Nahin

wajid-ali-shah-akhtar

Yaad Mein Apne Yar-E-Jaani Ki

poet

Abas Hai duri Ka Uske Shikwa Baghal Mein Apne Wo dil-Ruba Hai

Malal-E-dil Se Ilaj-E-Gham-E-Zamana Kiya

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 ยท Urdu Poet