• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Dar-O-Diwar Bhi Dete Hain Hawala Mera

Dar-O-Diwar Bhi Dete Hain Hawala Mera

poet

dar-o-divar bhi dete hain havala mera

kaise mumkin hua is shahr men charcha mera

tum agar jaan ga.e ho to labon ko si lo

yahi ḳhamosh-mohabbat hai asasa mera

ḳhauf aata hai tujhe dasht ki virani se

ai saba tu ne abhi ghar nahin dekha mera

din nikalte hi chala aa.ega vo paas mire

raat se milne gaya hai abhi saaya mera

koi taqat hai kahin jo nahin hone deti

TuTta rahta hai har roz irada mera

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Nahin Hai Mujhko Ai Jamshed Tere Jam Se Kaam

ainuddin-azim

Jo Maine Kah diya Us Se Mukarne Wala Nahin

etibar-sajid

Aane Wali Thi Khizan Maidan Khaali Kar diya

Tere Raste Mein baiThe Hain to isMein Kya Burai Hai

Ghungru Pe Baat Kar Na Tu Pail Pe Baat Kar

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet