• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / dar Aaya Andhera Aankhon Mein Aur Sab Manzar dhundlae Hain

dar Aaya Andhera Aankhon Mein Aur Sab Manzar dhundlae Hain

shabnam-shakeel

dar aaya andhera ankhon men aur sab manzar dhundlae hain

ye vaqt hai dil ke dubne ka aur shaam ke gahre saae hain

ye zara zara si khushiyan bhi to laakh jatan se milti hain

mat chhedo ret-gharondon ko kis mushkil se ban paae hain

vo lamha dil ki aziyyat ka to guzar gaya ab sochne do

kya kahna hoga un se mujhe jo pursish-e-gham ko aae hain

jalti hui shamon ne aksar ehsas ki raakh ko bhadkaya

qurbat men damakte chehron ki tanhai ke dukh yaad aae hain

sochon ko tar-o-taza rakkha ‘shabnam’ tire paiham ashkon ne

hairat hai ki ahd-e-khizan men bhi ye phuul nahin kumhlae hain

Filed Under: Ghazal Tagged With: Women Poets

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

abdullah-javed

Jo Guzarta Hai Guzar Jae Ji

abu-bakr-abbad

Ghair-Mutawaqqa Mulaqat

mirza-ghalib

Fariyaad Ki Koi Lai Nahin Hai

poet

Tumhaari Yaad Ka Ek daera Banati Hun

poet

Ishq dariya Hai Giran-Bar Na Jaane Koi

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet