• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / dam Ghanimat Hai Ki Waqt-E-Khush-dili Milta Nahin

dam Ghanimat Hai Ki Waqt-E-Khush-dili Milta Nahin

mushafi-ghulam-hamdani

dam ghanimat hai ki vaqt-e-khush-dili milta nahin

ye saman ye chain duniya men kabhi milta nahin

dekhiyo nafrat ki mera naam gar leve koi

ru-ba-ru us ke, to phir vo us se bhi milta nahin

kya karun na-sazi-e-talea ka main shikva ki aah

jis ko ji chahe hai mera us ka ji milta nahin

kho ke mujh ko haath se sunte ho pachhtaoge tum

maano kahna bhi ki mujh sa aadmi milta nahin

kis taraf jaata raha kya jaane vo vahshi-mizaj

dhundte phirte hain ham aur ‘mushafi’ milta nahin

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

meer-hasan

dariya Mein dub Jawe Ki Ya Chah Mein Pade

meer-mehdi-majrooh

Bas Ki Ek Jins-E-Raegan Hun Main

Main Chahta Hun Ki Har Shai Yahan Sanwar Jae

Na Mil Saka Kahin DhunDe Se Bhi Nishan Mera

Jab Tumhaara Zalimon Se Koi Bhi Rishta Nahin

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet