• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / dahliz Par Meri Koi Aaya Hai Barson Baad

dahliz Par Meri Koi Aaya Hai Barson Baad

dua-ali

dahliz par miri koi aaya hai barson baad

halchal si dil men koi to laaya hai barson baad

arman dil men mere nae jagne lage

angan ko chandni ne sajaya hai barson baad

ankhon men meri khvab hain taaza saje hue

tabir-e-khvab le ke vo aaya hai barson baad

palkon pe meri jalne lage diip kuchh nae

mere labon ne giit ye gaaya hai barson baad

phir shakh-e-dil pe gul nae ummid ke khile

mausam bahar-e-taza ka aaya hai barson baad

tanhai meri baant li hai us ne pyaar se

naam aaj le ke us ne bulaya hai barson baad

us ne bhi tuut kar hamen chaha bahut ‘dua’

ham ne bhi qurb us ka yuun paaya hai barson baad

Filed Under: Ghazal Tagged With: Women Poets

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Na Jaane Aaj Kyon Un Ke Labon Par Mera Nam Aaya

allama-iqbal

Himala

zindagi se dur kab tak jaoge

poet

Tera Humne Jis Ko Talabgar dekha

meer-hasan

Aankhon Mein Hain Haqir Jis-Tis Ke

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 ยท Urdu Poet