• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / dagh-E-dil Apna Jab dikhata Hun

dagh-E-dil Apna Jab dikhata Hun

poet

dagh-e-dil apna jab dikhata huun

rashk se shama ko jalata huun

vo mira shokh hai nipat chanchal

bhaag jaata hai jab bulata huun

us pari-ru ko dekhta huun jab

ho ke divana sudh bhulata huun

mujh ko deta hai galiyan uth kar

niind se jab use jagata huun

jab mujhe gherta hai gham ‘taban’

saghar-e-mai ko bhar pilata huun

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Labon Par Pyas Sab Ke Be-Karan Hai

aftab-shakeel

Meri Mitti Se Agar Ruh Nikali Jae

Kabhi Jo Aankhon Ke Aa Gaya Aaftab Aage

shad-azimabadi

Hargiz Kabhi Kisi Se Na Rakhna dila Gharaz

akhtar-shirani

Mujhe Apni Pasti Ki Sharm Hai Teri Rifaton Ka Khayal Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet