• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / dafatan dil Mein Kisi Yaad Ne Li Angdai

dafatan dil Mein Kisi Yaad Ne Li Angdai

nasir-kazmi

dafatan dil men kisi yaad ne li angdai

is kharabe men ye divar kahan se aai

aaj khulne hi ko tha dard-e-mohabbat ka bharam

vo to kahiye ki achanak hi tiri yaad aai

bas yuun hi dil ko tavaqqo si hai tujh se varna

janta huun ki muqaddar hai mira tanhai

nashsha-e-talkhi-e-ayyam utarta hi nahin

teri nazron ne gulabi to bahut chhalkai

yuun to har shakhs akela hai bhari duniya men

phir bhi har dil ke muqaddar men nahin tanhai

dubte chand pe roi hain hazaron ankhen

main to roya bhi nahin tum ko hansi kyuun aai

raat bhar jagte rahte ho bhala kyuun ‘nasir’

tum ne ye daulat-e-bedar kahan se paai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Top Rated Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

KHwab Tha Arman Tha Kya Kuchh Teri Palkon Pe Tha

poet

uTha Ke Mere Zehn Se Shabab Koi Le Gaya

Majnun Bana Diya to Mukammal Bana Diya

poet

Ghariq-E-Jalwa Kisi Jalwa-Gar Ko Kya Dekhe

Raste Mein Aa Rahe Hain Jo Nadi Nale Na Dekh

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 ยท Urdu Poet