• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Chitwan Jo Qahr Ki Hai To Tewar Jalal Ke

Chitwan Jo Qahr Ki Hai To Tewar Jalal Ke

mubarak-azimabadi

chitvan jo qahr ki hai to tevar jalal ke

matlab ye hai ki rakh de kaleja nikal ke

vaaiz se bahs-e-bada-o-paimana kya karun

kuchh log rah gae hain purane khayal ke

sau daagh jin ke laae hain zer-e-mazar ham

ehsan jata rahe hain vo do phuul daal ke

phir dhundhta hai dil khalish-e-khar-e-arzu

pachhta raha huun dil se ye kanta nikal ke

ye gham-kada hai is men ‘mubarak’ khushi kahan

gham ko khushi bana koi pahlu nikal ke

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Kya Nazar Ki Hushyari KHud-Asir-E-Masti Hai

poet

Sune Sab Raste Pade Hue Thakan Se Chur

poet

Chhai Hai Qayamat Ki ghaTa Dekhiye Kya Ho

rehana-roohi

Nazzara-E-Jamal Ne Sone Nahin diya

poet

baDha Ke Hath Zamin Se uTha Liya Jae

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet