• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / chiKHte Hain Dar-O-Diwar Nahin Hota Main

chiKHte Hain Dar-O-Diwar Nahin Hota Main

chiḳhte hain dar-o-divar nahin hota main

aankh khulne pe bhi bedar nahin hota main

ḳhvab karna ho safar karna ho ya rona ho

mujh men ḳhubi hai bezar nahin hota men

ab bhala apne liye banna sanvarna kaisa

ḳhud se milna ho to tayyar nahin hota main

kaun aa.ega bhala meri ayadat ke liye

bas isi ḳhauf se bimar nahin hota main

manzil-e-ishq pe nikla to kaha raste ne

har kisi ke liye hamvar nahin hota main

teri tasvir se taskin nahin hoti mujhe

teri avaz se sarshar nahin hota main

log kahte hain main barish ki tarah huun ‘hafi’

aksar auqat lagatar nahin hota main

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Wo Awwalin Dard Ki Gawahi Saji Hui Bazm-E-KHwab Jaise

Sarab-E-Mani-O-Mafhum Mein bhaTakte Hain

Is Daur Ne baKHshe Hain Duniya Ko Ajab Tohfe

poet

Na Kabhi Koi KHat Aaya Na Payam-E-Yar Aaya

Ab Yahi Saya-E-Diwar Mera Ghar Thahra

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet