• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Chhod de Mar Lat duniya Ko

Chhod de Mar Lat duniya Ko

poet

chhod de maar laat duniya ko

kuchh nahin hai sabat duniya ko

haath aai hai jis ko daulat-e-faqr

un ne maari hai laat duniya ko

zal-e-duniya hi sa hai vo bad-zat

jo kahe nek-zat duniya ko

dam-e-ulfat men sab ko khinche hai

aa gai hai ye ghaat duniya ko

pusht-e-pa maare masnad-e-jam par

jo lagae na haath duniya ko

tu jo marta hai us par ai ‘joshish’

le gaya koi saath duniya ko

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Aashiqi Mein Hai Jaan Ka khaTka

Chaal Hum Sab Se Chal Gaya Suraj

Muddaton Ye Soch Kar Tanhai Mein taDpa Kiye

poet

Tafakkuraat-E-Zamana Se Ho Ke Begane

Jine Wala Ye Samajhta Nahin Saudai Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 ยท Urdu Poet