• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Chhajje Hain Saeban Hain Aage baDhe Hue

Chhajje Hain Saeban Hain Aage baDhe Hue

chhajje hain sa.eban hain aage baḌhe hue

galiyon ke sab makan hain aage baḌhe hue

pasmandgi avaam ke pichhe paḌi hui

do-char ḳhandan hain aage baḌhe hue

rasta to ruk gaya hai sar-e-manzil-e-guman

qadmon ke kuchh nishan hain aage baḌhe hue

ghera hua hai charon taraf se zamin ko

had se ye asman hain aage baḌhe hue

ḳhud chal ke aa gaya hai nishana qarib-tar

hairat se did-ban hain aage baḌhe hue

pichhe kaman-dar pareshan hai bahut

palTan ke kuchh javan hain aage baḌhe hue

aaya huun doston se mulaqat ke liye

kyon tiir aur kaman hain aage baḌhe hue

aata nahin shikar shikari ke samne

jangal se kuchh machan hain aage baḌhe hue

miTTi ke sab zuruf hain pichhe rakhe hue

shishe ke martaban hain aage baḌhe hue

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Raqs-E-Shabab-O-Rang-E-Bahaaran Nazar Mein Hai

sheikh-ibrahim-zauq

Bazm Mein Zikr Mera Lab Pe Wo Lae To Sahi

Wo Chehre Jo the Husn Ke Tufan Ki Tarah

Yahan to Shahr Se Diwar-O-Dar Hi Ghaeb Hain

ahmad-nadeem-qasmi

Pau Phate Rengte Jharne Pe Ye Kaun Aaya Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet