• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Chashm-E-Tar Raat Mujhko Yaad Aai

Chashm-E-Tar Raat Mujhko Yaad Aai

meer-hasan

chashm-e-tar raat mujh ko yaad aai

apni auqat mujh ko yaad aai

nala-e-dil par aah ki main ne

baat par baat mujh ko yaad aai

abhi bhuli thi dukht-e-raz tauba

phir vo bad-zat mujh ko yaad aai

zulf men dekh khaal ko us ke

shab ki vo ghaat mujh ko yaad aai

dekh laala ka rang us ki kafak

aaj haihat mujh ko yaad aai

ji pe jis ke sitam kahin dekha

dil ki auqat mujh ko yaad aai

dekh rote ‘hasan’ ko shiddat se

par ki barsat mujh ko yaad aai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Tumhaare Jism Ko Chhu Kar Mahak uTThi Saba Koi

Sab Ma-Siwa-E-Ishq Fareb-E-Sarab Hai

Ishq Hai Ek Kaif-E-Pinhani Magar Ranjur Hai

Andhere Din Ki Safarat Ko Aae Hain Ab Ke

Shish-Mahal Mein Do Pal Ko Mehman Hue the Hum

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet