• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Main to Saya Hun ghaTaon Se Utarne Wala

Main to Saya Hun ghaTaon Se Utarne Wala

main to saaya huun ghaTaon se utarne vaala

hai koi pyaas ke sahra se guzarne vaala

tu samajhta hai mujhe harf-e-mukarrar lekin

main sahifa huun tire dil pe utarne vaala

tu mujhe apni hi avaz ka paband na kar

main to naghma huun fazaon men bikharne vaala

ai badalte hue mausam ke gurezan paikar

aks de ja koi ankhon men Thaharne vaala

main huun divar pe likkha hua kab se lekin

koi paḌhta nahin raste se guzarne vaala

ja raha hai tire honTon ki tamanna le kar

zindagi-bhar tiri avaz pe marne vaala

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Kuchh Sabab Hi Na Bane Baat baDha Dene Ka

ahmad-nadeem-qasmi

Aqide

poet

Teri Ankhiyan Ke Tasawwur Mein Sada Mastana Hun

poet

Dildar Hua Na-KHush Ab Dil Ka KHuda-Hafiz

poet

Main Hi Nahin Hun Barham Us Zulf-E-Kaj-Ada Se

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet