• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Nazm / Chashm-E-Nam Pahle Shafaq Ban Ke Sanwarna Chahe

Chashm-E-Nam Pahle Shafaq Ban Ke Sanwarna Chahe

salma-shaheen-1

chashm-e-nam pahle shafaq ban ke sanvarna chahe

aur phir ret ke daman pe bikharna chahe

ajab insan hai vo sehr ye karna chahe

aankh se dekho agar dil men utarna chahe

kuchh ajab us se taalluq hai ki us ki har baat

mauj-e-khun ban ke mire sar se guzarna chahe

saara din dhuup ke sahra men rahe sargardan

shaam hote hi samundar men utarna chahe

khud rahe taan-o-malamat ka hadaf us pe kabhi

apni rusvai ka ilzam na dharna chahe

aaina jaan ka mukaddar sahi lekin ‘shahin’

dil ki tasvir to ankhon men utarna chahe

Filed Under: Nazm Tagged With: Women Poets

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Mohabbat Ke Taaqub Mein Thakan Se Chur Hone Tak

allama-iqbal

dil Soz Se Khaali Hai Nigah Pak Nahin Hai

Mein Sochta Hun Jise Aashna Bhi Hota Hai

poet

KHata Qubul Nahin Hai to KHud KHata Kar Dekh

Chain Milta Nahin Ghar Mein Bhi Qayamat Kya Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet