• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Chashm-E-Dil Jis Ki Rah Takti Hai

Chashm-E-Dil Jis Ki Rah Takti Hai

chashm-e-dil jis ki raah takti hai

ab vo bijli kahan chamakti hai

der lagti hai jis ko jalne men

aag vo der tak dahakti hai

tujh se milne ki aas ki chiḌiya

sehn-e-dil men bahut chahakti hai

dil dahalta hai dusri ka bhi

ek divar jab darakti hai

chhupne vaali nahin miri chahat

teri ankhon men jo chamakti hai

tishnagi meri jis se hai mansub

vo surahi kahan chhalakti hai

jaane kab vo karen vafa dil se

roz chashm-e-vafa phaḌakti hai

jalne valon se koi kya puchhe

kyon unhen raushni khaTakti hai

aas TuuTi to saath hi ‘raghib’

saans ki Dor TuuT sakti hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Bedam Shah Warsi

Halak-e-Tegh-e-Jafa Ya Shahid-e-Naz Kare

Ek Taswir Ki Awwal Nahin Dekhi Jati

allama-iqbal

Har Shai Musafir Har Chiz Rahi

adil-mansuri

Chand Ke Pet Mein Hamal Machhli

KHwabon Ki Rahguzar Se KHayalon Ki Rah Se

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet