• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Chahen Hain Ye Hum Bhi Ki Rahe Pak Mohabbat

Chahen Hain Ye Hum Bhi Ki Rahe Pak Mohabbat

poet

chahen hain ye ham bhi ki rahe paak mohabbat

par jis men ye duuri ho vo kya ḳhaak mohabbat

aa ishq agar qasd tijarat hai ki is ja

hain tuuda har ik ghar do sah aflak mohabbat

naseh tu abas si ke na rusva ho ki zalim

rakhta hai gareban se mire chaak mohabbat

apne to liye zahr ki tasir thi is men

go vaste aalam ke ho tiryak mohabbat

bulbul to huun ‘qa.em’ main par us baagh ka jis men

be-rutba hai misl-e-ḳhas-o-ḳhashak mohabbat

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Kal Main Inhi Raston Se Guzra to Bahut Roya

Wo Meri Raaten Meri Aankhon Mein Aa Kar Le Gai

humaira-rahat

dard Mushtarak

Baat Ki Baat Se Dar Lagta Hai

Koi Jhankar Hai Naghma Hai Sada Hai Kya Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet