• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Charagh Sham Se aaKHir Jalaen Kis Ke Liye

Charagh Sham Se aaKHir Jalaen Kis Ke Liye

charagh shaam se aḳhir jala.en kis ke liye

koi na aa.ega ankhen bichha.en kis ke liye

khincha khincha nazar aata hai ham se har anchal

sitare toḌ ke laa.en to laa.en kis ke liye

nahin hai koi hamen zindagi ka shauq magar

ham apni jaan se jaa.en to jaa.en kis ke liye

sitam uThane ka maqsad bhi koi hota hai

ham asman se sharten laga.en kis ke liye

ḳhilaf ham nahin aḳhtar-shumariyon ke magar

saval ye hai ki ninden ganva.en kis ke liye

vafa ik aag hai bachchon ka koi khel nahin

ham apna muft men daman jala.en kis ke liye

sharab ham pe hamesha se hai haram ‘alim’

pata nahin ye uThi hain ghaTa.en kis ke liye

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Aah Milte Hi Phir Judai Ki

Nam Hamara Duniya Wale Likhenge Ji-Daron Mein

Nahin Ki Humne Kabhi Haal-E-Soz-E-Jaan Na Kaha

Mazhabi Chingariyon Se Bastiyan Jal Jaengi

Dad Milti Nazar-E-Ahl-E-Nazar Se Pahle

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet