• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Charagh-E-Shauq Lahu Se Jala Diya Humne

Charagh-E-Shauq Lahu Se Jala Diya Humne

charagh-e-shauq lahu se jala diya ham ne

ik aur qissa-e-vahshat suna diya ham ne

jo mauj sar ko paTakti rahi hai sahil se

usi ko ru-kash-e-tufan bana diya ham ne

na.e jo ham-safar-e-kesh-e-ishq hain un ko

ma.al-e-soz-e-mohabbat bana diya ham ne

basan-e-ḳhana-ba-doshan ka.i hai umr apni

jahan qayam kiya ghar bana diya ham ne

bujhi bujhi si rahe sham-e-arzu sar-e-bazm

so raushni ke liye dil jala diya ham ne

zamin-e-shor lagi dasht-e-arzu men jahan

vahin pe ishq ka pauda laga diya ham ne

chale hain rah-guzar-e-shauq par hava ki tarah

jo aaya samne ‘rahi’ haTa diya ham ne

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Naw Dariya Mein Chale Samne Manjdhaar Bhi Ho

Kahin Main Kam Hun Abhi Tak Kahin Siwa Hun Main

gulnar-aafreen

Shajar-E-Ummid Bhi Jal Gaya Wo Wafa Ki Shakh Bhi Jal Gai

Dekh Kar Wahshat Nigahon Ki Zaban Bechain Hai

But-Gar Hai Na Koi but-Shikan Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet