• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Charagh Bas Isi Ummid Par Jala Karega

Charagh Bas Isi Ummid Par Jala Karega

charagh bas isi ummid par jala karega

ki vapsi pe koi us se rabta karega

tire liye vo koi rasta nikalega

vo sab se ruuTh bhi jaa.e tujhe mila karega

dua salam mire aqraba ki sunnat hai

tu munh ko pher ke kaise mujhe ḳhafa karega

qasam ḳhuda ki main ḳhali kaman laaya huun

ḳhabar nahin thi muḳhalif muqabla karega

ye baat chhoḌ ki men bad zaban huun pagal huun

ai ḳhush-guman bata aa.ine ka kya karega

tu par laga ke mujhe apna shauq puura kar

use to puchh mujhe qaid se riha karega

alam thama ke mujhe bhiiḌ men utarne de

faqir laḌ ke ta.alluq ka haq ada karega

usi majaz ko aate hain mo.ajize saare

vo shaḳh-e-ḳhushk ko ik lams se hara karega

ye aadmi jo kisi qurb ki talash men hai

jahan vajud mila baiTh kar ḳhata karega

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Main Kaha Bolna Shab Ghair Se Tha Tumko Kya

Saya Tha Mera Aur Mere Shaidaiyon Mein Tha

Jab Achanak Mere Pahlu Se Mera Yar uTha

Jab Meri Aaine Se Banti Hai

Raqs Karte Hue Main Tujhko Manaya Karti

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet