• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Charag Apni Thakan Ki Koi Safai Na De

Charag Apni Thakan Ki Koi Safai Na De

charag apni thakan ki koi safa.i na de

vo tirgi hai ki ab ḳhvab tak dikha.i na de

masarraton men bhi jaage gunah ka ehsas

mire vajud ko itni bhi parsa.i na de

bahut satate hain rishte jo TuuT jaate hain

ḳhuda kisi ko bhi taufiq-e-ashna.i na de

main saari umr andheron men kaaT sakta huun

mire diyon ko magar raushni para.i na de

agar yahi tiri duniya ka haal hai malik

to meri qaid bhali hai mujhe riha.i na de

dua ye mangi hai sahme hue muarriḳh ne

ki ab qalam ko ḳhuda surḳh raushna.i na de

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

insha-allah-khan-insha

Mil Gae Par Hijab Baqi Hai

akbar-hameedi

Zor-O-Zar Ka Hi Silsila Hai Yahan

abdul-hamid-adam

Aata Hai Kaun dard Ke Maron Ke Shahr Mein

isMein Koi Fareb to Ai Aasman Nahin

Zindagi Se Meri Is Tarah Mulaqat Hui

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet