• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Chandni Raat Mein Ek Bar Use Dekha Tha

Chandni Raat Mein Ek Bar Use Dekha Tha

chandni raat men ik baar use dekha tha

chand se bar-sar-e-paikar use dekha tha

misl-e-ḳhurshid numudar vo ab tak na hua

aḳhiri baar sar-e-ghar use dekha tha

main bhala kaise bayan karta sarapa us ka

shab-e-yalda pas-e-divar use dekha tha

dil men utri hi na thi raushni us manzar ki

avvalin baar to bekar use dekha tha

log kyuun koh o bayaban men use DhunDte hain

main ne to bar-sar-e-bazar use dekha tha

us ne kya raat ko dekha tha ye malum nahin

main ne to naqsh-ba-divar use dekha tha

us ki ankhon men chamak ḳhvab ki ye kaisi hai

raat bhar charḳh ne bedar use dekha tha

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

wali-mohammad-wali

Tera Majnun Hun Sahra Ki Qasam Hai

Main Dhund-Fazaon Mein uDa Bhi Hun Gira Bhi

Bahut Dinon Mein Hum Un Se Jo Ham-Kalam Hue

KHayal-O-KHwab Ke Dariya Ke Par Asar Bhi Gae

bahadur-shah-zafar

Kafir Tujhe Allah Ne Surat To Pari di

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet