• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Chand Viran Hai Sadiyon Se Mere Dil Ki Tarah

Chand Viran Hai Sadiyon Se Mere Dil Ki Tarah

chand viran hai sadiyon se mire dil ki tarah

zindagi gham hai ḳhala men miri manzil ki tarah

kurra-e-arz hai ik markaz-e-hangama-e-shauq

bahr-e-be-ab men tahzib ke sahil ki tarah

zarra-e-ḳhak se hai sho.ala-e-jauhar ki numud

jis ne suraj ko bhi dekha hai muqabil ki tarah

kal ke changez-o-halaku hain pas-e-parda-e-ḳhak

surḳh-ru the jo kabhi ḳhanjar-e-qatil ki tarah

mere qadmon ke nishan chand pe raḳhshanda hain

aap aa ja.iye avara-e-manzil ki tarah

girah-e-sham-o-sahar ahl-e-ḳhirad se na khuli

zindagi aaj bhi hai uqda-e-mushkil ki tarah

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

afzal-minhas

Jo Shakhs Bhi Mila Hai Wo Ek Zinda Lash Hai

abroo-shah-mubarak

Ishq Hai Ikhtiyar Ka dushman

Shoalon Mein Gham-E-Zat Ki Jhulsaya Hua Sa

poet

Ai Mujhe Mir Ke Ashaar Sunane Wale

Aql to Kahti Hai Ab Ke Us Se Achchha DhunD Lun

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet