• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Chal diya Naz Zamane Ke Uthane Wala

Chal diya Naz Zamane Ke Uthane Wala

ghausiya-khan-sabeen

chal diya naaz zamane ke uthane vaala

saare ghar le gaya ghar chhod ke jaane vaala

aankh pur-nam hai yahi soch ke ahl-e-dil ki

laut kar ab nahin aaega hansane vaala

baat to karte hain sab log vafa ki lekin

kis ne dekha hai kahan par hai nibhane vaala

ab pareshan sa phirta hai zamane bhar men

zakhm-e-dil par mire tezab lagane vaala

shukr-e-rab hai miri phulon pe guzari us ne

aag pe soya hai barud bichhane vaala

ham ne dekha hai shab-o-roz zamane men ‘sabin’

surkh-ru hota hai sajdon ko sajane vaala

Filed Under: Ghazal Tagged With: Women Poets

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Ye Manzar Be-Dar-O-Diwar Hota

Wo Mere Gham Mein Bhi KHandan Nahin Hone Pata

akhtar-shirani

Hamare Hath Mein Kab Saghar-E-Sharab Nahin

Ilm Mein Jhengar Se baDh Kar Kaamran Koi Nahin

Usko Pa Jaun Kabhi Aisa Muqaddar Hai Kahan

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet