• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Chal Base Jo Ki The Jaane Wale

Chal Base Jo Ki The Jaane Wale

poet

chal base jo ki the jaane vaale

ab nahin phir ke vo aane vaale

mujh ko dikhla de mira akhtar-e-bakht

chand suraj ke banane vaale

log kahte hain tumhen rahat-e-jan

tum to ho dil ke dikhane vaale

ham se aur bar-e-musibat utthe

ham to hain naaz uthane vaale

teri rahmat hai ghazab par ghalib

roz-e-mahshar ke darane vaale

kabhi bhule se idhar bhi aa ja

suune fitne ke jagane vaale

dil bhi mal daal kabhi ‘anjum’ ka

are mehndi ke lagane vaale

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Mashaqqat Ka KHazana Mangta Hai

Apne Rahne Ka Thikana Aur Hai

Apni Sari Kawishon Ko Raegan Maine Kiya

kaifi-azmi

Pyar Ka Jashn

Ibrat-E-Dahr Ho Gaya Jab Se Chhupa Mazar Mein

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet