• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Chahta Ye Hun Ki Benam-O-Nishan Ho Jaun

Chahta Ye Hun Ki Benam-O-Nishan Ho Jaun

chahta ye huun ki benam-o-nishan ho ja.un

sham.a ki tarah jalun aur dhuan ho ja.un

pahle dahliz pe raushan karun ankhon ke charagh

aur phir ḳhud kisi parde men nihan ho ja.un

toḌ kar phenk duun ye firqa-parasti ke mahal

aur peshani pe sajde ka nishan ho ja.un

dil se phir dard mahakne ki sada.en uTThen

kaash aisa ho main teri rag-e-jan ho ja.un

bas tire zikr men kaT jaa.en mire roz-o-shab

nuur ki shaḳh pe chiḌiyon ki zaban ho ja.un

ḳhaak jis kuche ki malte hain farishte aa kar

main usi ḳhaak ke zarron men nihan ho ja.un

meri avara-mizaji ko sukun mil jaa.e

dard ban kar tire siine men ravan ho ja.un

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Jo Umr Teri Talab Mein Ganwae Jate Hain

poet

Gar Dil Mein Tabassum Ka Ek Tir Utar Jae

akbar-allahabadi

dasht-E-Ghurbat Hai Alalat Bhi Hai Tanhai Bhi

ismail-merathi

Apne Hi dil Apnon Ka dukhate Hain Bahut

Na Sahra Hai Na Ab Diwar-O-Dar Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet