• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Chahat Ke Ab Ifsha-Kun-E-Asrar To Hum Hain

Chahat Ke Ab Ifsha-Kun-E-Asrar To Hum Hain

nazeer-akbarabadi

chahat ke ab ifsha-kun-e-asrar to ham hain

kyuun dil se jhagadte ho gunahgar to ham hain

ru aine ko dete ho bar-aks hamare

aina rakho talib-e-didar to ham hain

gulshan men ajab jaate ho kar husn ki tazin

is jins-e-dil-ara ke kharidar to ham hain

kya kabk ko dikhlate ho andaz-e-khiram aah

hasrat-zada-e-shokhi-e-raftar to ham hain

ki chashm su-e-nargis-e-bimar to phir kya

is ain inayat ke saza-var to ham hain

dil de ke dil-azar ko kya shikva-e-bedad

gar sochiye apne liye azar to ham hain

jis din se phanse dekhi na phir shakl-e-rihai

kya kahiye ‘nazir’ aise giraftar to ham hain

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

nasir-kazmi

Gae dinon Ka Suragh Le Kar Kidhar Se Aaya Kidhar Gaya Wo

afroz-alam

Tu Meri Ninden Talashta Hai Yahi Bahut Hai

Sach Jo Kahta Hai Wo Mujrim Hi Bana Jata Hai

Malal-E-dil Se Ilaj-E-Gham-E-Zamana Kiya

Raushan Sukut Sab Usi Shoala-Bayan Se Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet